Wednesday 26 October 2011


حضور اکرم صلی اللہ تعالٰی علیہ وآلہ وسلم نے ارشاد فرمایا ہے کہ
یقیناً تم سب مسلمانوں میں سب سے زیادہ مجھے وہ شخص محبوب ہے جس کے اخلاق اچھے ہوں۔
(مشکوٰۃ ج2 ص431

Click the "Share" button to share this post with your friends and family members

Sunday 16 October 2011


SADQA Sirf Maal Dene SAy Nahi Hota
Balke Yeh Chezeen B Ksi Ko Dena Sadqa Hay.

1."Dua
2."ilm
3."acha Mashwara
4."Muskurahat
5."Madad
6."Waqt
7.arbiyat
8."Mushkil Waqt Mein Hosla
9."Neki Ka Hukam
10."Burai Se Rokna
11."Mohabbat
12."Muaf Kar Dena
13."izzat Dena
14."Kisi Ki Khushion Mein Shamil Hona
15."Temardari Krna
16."Rastay Se Taklef Deh Chez Ka Hatana
17."Kisi Bhatkay Hue Ko Rasta Dik

Neyat Kitni Bhi Achi Ho Duniya Apko Apke Dekhaway Se Janti Hai Aur Dekhawa Kitna Bhi Acha Ho ALLAH Apko Apki Neyat Se Janta Hai

18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)

3 chizon ka Ahtraam kro:
Ustaad
Waaldain
Buzurg

3 ko sath rakho:
Sachaai
Emaan
Naiki

3 chizon ko yaad rakho:
Ahsaan
Nasehat
Maut

3 chizon k ley laro:
Watan
Izat
Haq

3 chizon pe qaabu rakho:
Zubaan
Ghussa
Nafs

3 chizon s bacho:
Buraai
Chughli
Hasad
Dil ki dunia hai k har aan saji rehti hai,
Aur un k anay ki muje aas lagi rehti hai.♥

Mai k awara-o-nadaan-o-khata kaar sahi,
Un ki Nisbat se meri baat bani rehti hai.♥

Jin k daman mai hun Sarkar(s.a.w) k dar k tukray,
Un ko phir kon si nemat ki kami rehti hai.♥

Zikar hota hai meri Bazm mai un ka yaaro,
Goya ik Noor ki chadar si bani rehti hai.♥

Unfortunate is the one who cannot gain a few sincere friends during his life and more unfortunate is the one who has gained them and then lost them (Through his deeds).

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ ہی سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ''جو شخص اللہ تعالیٰ اور یومِ آخرت پر ایمان رکھتا ہے، وہ اپنے پڑوسی کو تکلیف نہ پہنچائے اور جو شخص اللہ اور یوم آخرت پر ایمان رکھتا ہے، اسے چاہیے کہ وہ اپنے مہمان کی عزت کرے اور جو شخص اللہ اور یوم آخرت پر ایمان رکھتاہے، اسے چاہیے کہ وہ خیر و بھلائی کی بات کرے یا پھر خاموش رہے۔''

(متفق علیہ)
توثیق الحدیث: أخرجہ البخاری (44510۔فتح)، و مسلم (47

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...