Behind this blog, there's a team of devoted writers who write after complete research and fair analysis. Our goal is to make Pakistan a better society and make positive changes in our country. Each and every writer is responsible for his/her own opinions and there's no responsibility of other team members for his/her work. If you wish to write for us please feel free to contact us through "Contact US" page.
Wednesday, 6 July 2011
1: NAMAZ QAYAM KAROO AUR ALLAH SE DAROO.
2:LOGON SE ACHHA BOLO AUR NAMAZ QAYAM KAROO.
3:JO LOG NAMAZ KI HIFAZAT KERNE WALE HAIN WOHI JANNET PE IZAT PAYEIN GE.
4:ALLAH KE BANDO KO TIJARAT AUR KHARIDOFROKHT ALLAH KE ZIKER AUR NAMAZ SE KHAFIL NAHI KERTI.
5:BESHAK NAMAZ BEHAYAYE AUR BURI BATOON SE ROOKTI HAI.
6:APNE GHAR WALON KO NAMAZ KA HUKAM KER AUR KHUD BHI HAMESHA PARHOO.
7:NAMAZ QAYAM KAROO AUR ZAKAT DOO AUR RAKOO KAROO RAKOO KERNE WALON KE SAATH.
8:JO LOG NAMAZ QAYAM KERTE HAIN YEHI HAIN SUCHE LOG.
9:JO LOG AKHIRAT PER IMAAN REKHTE HAIN YEHI HAIN WO JO APNI NAMAZ KI HIFAZAT KERTE HAIN.
10:BESHAK NIJAT PAYEIN GE WO MOMIN JO APNI NAMAZ ME DIL LAGANE WALE HAIN.
11:JO NAMAZ PERTE HAIN AUR ZAKAT DETE HAIN WO TUMHARE DINI BHAYE HAIN.
12:BESHAK JO TALAWAT KERTE HAIN ALLAH KI KAITAB KI AUR NAMAZ QAYAM KERTE HAIN AUR KHARCH
KERTE HAIN IS MAAL SE JO HAM NE IN KO DIYA HAI RAZDARI SE AUR ALNIA WO AISI TIJARAT KE UMEEDWAR
HAIN JO HERGIZ NUKSAAN WALI NAHI.
13:BESHAK INSAAN BARA LALCHI PEIDA HOWA HAI JAB ISE TAKLEEF PUHNCHE TO GHABRA JANE WALA AUR
JAB ISE DOLAT MILE DARJANAJEEL SAWAYE ON KE JO APNI NAMAZ PER PABANDI KERTE HAIN.
14:APNE RAAB KE LIYE NAMZ PER AUR QURBANI KER.
15:HILAKAT HAI ON NAMAZIYON KE LIYE JO APNI NAMAZ PERNE MEIN KOTAHI KERTE HAIN.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Pakistani Awam Ki Mushkilat
Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...
-
Maula Ya Salle Wasallim Junaid Jamshed by f100001310478741 Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan ...
-
KHAWAB KI HAQEEQAT AKHHAM-E-ELAHI KI ROSHNI MEIN Ilm-o-Tabeer ki fazeelat yeh hai ke KHUDA WAND TALAH ne isse khas inaam s...
No comments:
Post a Comment