Some More Information:-
Hazrat Ibrahim (A.S) Ne 15 Saal Ki Umar Mein ALLAH Ki Makhlook Per Gor Kerna Shoro Kiya
Hazrat Ibrahim (A.S) Ka Zikr Quran Ki 25 Suratoon Aur 63 Ayat Mein Aya hai
Hazrat Ibrahim (A.S) Ka Lakab Abu Al Sufiyan Tha
Sabse Pehle ALLAH HO AKBAR Hazrat Ibrahim (A.S) Ne Kaha
Sabse Pehle Kohli Aur Maswak Hazrat Ibrahim (A.S) Ne Ki
Sabse Pehle Mimber Per Khutba Hazrat Ibrahim (A.S) Ne Diya
Sabse Pehle Nakhon Hazrat Ibrahim (A.S) Ne Tarashay
Sabse Pehle Mehndi Ka Istamal Hazrat Ibrahim (A.S) Ne Kiya
Sabse Pehle Sar Ke Baalon Ki Mang Hazrat Ibrahim (A.S) Ne Nikali
Hazrat Ibrahim (A.S) Agg Mein Aik Rawayat Ke Mutabik 40 Din Tak Rahy
Hazrat Ibrahim (A.S) Ko Agg Mein Reshmi Kameez Pehnaye Gaye Joh Jannat Se Hazrat Jibrain (A.S) Laye The