Thursday 30 June 2011


Aulaad, Maa, Baap Aur..




Anas Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Tum Main Se Koi Bhi Is Waqt Tak (Kamil) Momin Nahi Ho Sakta
Jab Tak Woh Mujhe Apni Aulaad, Maa, Baap Aur Baqi Tamaam Logon Se Ziada
Mehboob Na Rakhey
(Sahih Bukhari, Sahih Muslim)
Apna Maal Allah Tala Ki Rah Main.

3 Terha K Log Hain Jin Se Allah Ta’la Na Kalaam Karega.






Ferman-E-Rasullullah Sallallahu Alaihi Wasallam Hai
3 Terha K Log Hain Jin Se Allah Ta’la Na Kalaam Karega
Na Inki Taraf Nazrey Rehmat Se Dekhega Aur Na He Inlko Pak Karega
1-Ahsaan Jutlaney Wala
2-Tehband Neeche Bandney Wala
3-Jhooti Qasam Kha Ker Maal Farookht Kerne Wala
(Sahih Muslim)
Allah Ta’la Ne Ise Kufar Se Bacha Lia Hai
Anas Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam
Ne Fermaya:
3 (Teen) Ausaaf Jis Aadmi Main Hon Woh Inki Badolat Imaan
Ki Mithaas Pa Leta Hai
1-Woh Allah Aur Iske Rasool Ko Sab Se Ziada
Mehboob Samjhe
2-Kisi Se Mohabbat Kare
To Mehez Allah Ke Lye
3-Allah Ta’la Ne Ise Kufar Se Bacha Lia Hai
To Ab Woh Kufar Ko Is Terha Na Pasand
Karey Jis Terha Aag Main Dala Jana Isey
Na Pasand Hai
(Sahih Bukhari , Sahih Muslim)

Do U Know Sabse Pahle Konsi NAMAZ
Kis ne Parhi ?






Fajar:
ADAM A.S
Zohr:
IBRAHIM A.S
Asar:
YAQUB A.S
Magrib:
DAWOOD A.S
Isha:
YONUS A.S
Plz Share With Friend?
Jab Du’a Kerney Wala Pukaarta Hai.

Qismat Do Pal Main Badal Sakta Hai Insan.








Qismat Do Pal Main Badal Sakta Hai Insan
Per Jo Insan Ko Badal De Wo Qismat Nahi Hoti
Apni Qismat Per Rota Wohi Shaks Hai
Jisko Sajdo Main Rone Ki
Aadat Nahi Ho


NAMAZ Jagah Badal Badal K Parhni Chahye
Aj Ki Achi Baat
NAMAZ Jagah Badal Badal K Parhni Chahye
Kyun K
Wo Zameen Ka Hisa Hamra Gawah Ban Jata Hai
Or Akhrat Me
Magfirat Ka Zarea Ban Jaega…
NEND Se NAMAZ Achi
RIVAJ Se SUNNAT Achi
NEND Se NAMAZ Achi
GUNAH Se NEKI
Achi
BAZAR Se MASJID Achi
Fuzul Baton Se QURAN Ki Tilawat Achi
GHEBAT Se ZIKR Acha
Delete Se Frwrd Acha
Maa Ka Anchal Dhoop Me Badal
Maa Ka Anchal Dhoop Me Badal
Maa Ki Bahain Neend Ki Rahain
Maa Ka Daman Hansta Sawan
Maa Ka Gussa Piyar Ka Hisa
Maa Ki Dua Jannat Ki Hawa
Zaaya Na Jayegi Mehnat Namaz Ki


Zaaya Na Jayegi Mehnat Namaz Ki
Dono Jahaan Ki Khair Hai Daulat Namaz Ki
Dil Me Basalo Dosto Hasrat Namaz Ki
Sajde Me Jaakar Lootlo Rehmat Namaz Ki

Al-Quran:






Her Shaks Ke Aagey Aur Peechey
Allah Ke Muqarar Kerdah Muhaafiz Hotey Hain
Jo Allah Ke Hukum Se Iski Hifaazut Kertey Hain
Allah Ta’la Yaqeenan
Kisi Quam Ki Haalut Nahi Badalta
Jab Tak Woh Apne Osaaf Khud Na Badal Dain
Aur Jab Allah Kisi Quam Per
Museebat Dalney Ka Iradah Kerley
To Phir Koi Taal Nahi Sakta

Hadees-E-Nabwi (S.A.W)




Jis Ne Apne Namazon Ke Fiqr Chor Di
Allah Ne Us Ki Fiqr Chor Di
Allah Us Shaks Ko Abad Karta Hai
Jo Hadees-E-Nabwi Sun Kar
Dosro Ko Pohanchai
Apne Osaaf Khud Na Badal Dain.

QURAN Me 700 Baar ‘Namaz’ Ki Dawat Di Gai.






Hazrat Ayesha (RA) Ne Sabse Pehle Quran Ki Ayaton Ko Gina
Quran Me Surah Al Baqara Sabse Bari Aur Surah Al Kausar Sabse Choti Surah He
Quran Ko Poora Honey Me 22saal 5mah 14din Lage


“Quran Me
ALLAH Ka Naam 2584 Baar He”
“Duniya Me Quran 103 Zabano Me He”

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...