Wednesday, 6 July 2011



THE VALUE OF A WOMEN IN ISLAM: Be careful if u mak a woman cry, Becoz Allah counts her tears -*- A woman wz creatd frm a mans rib(Adam). Not frm his feet 2b walkd on, not frm his head 2b superior over,but frm his side 2b equal. Under the arm to be protected, and next to the heart 2b loved.


A...Allah se daro... B...Bismillah se shuro karo... 
C...Chor ko saza do... D...Deen seekho... 
E...Eilum hasil karo... F...Farz ada karo...
G...Gussa mat karo... H...Haj ada karo... 
I...Ibadat karo... J...Jannat millegi... 
K....Kalma pado... L...Laa ilaha illalha... 
M...Muhammad ur rasool allah... N...Namaz pado... 
O...Omar ka lihaz karo... P...Parda karo... 
Q...Quran pado... R...Roza rakho... S...Shukriya ada karo... 
T...Tauba karo... U...Ummeed rakho... V...Vazoo karo... 
W...Waqt ka lihaz karo... X...Xtra nafil pado... 
Y...Yakeen karo Allah per... Z...Zikr Allah ka karo...



Ay emaan valo dosry emaan valoo mian aib na dondtay raho,
beshak ye bat ALLAH (Azzwajal) ko na passend hai.
Aur igher tum asa kero ghy too jaan lo ALLAH (Azzwajal) tumary aib dondy ga,
aur igher ALLAH (Azzwajal) tumary aib dondy ga,
too tum ko tumary gher main he rusva kery ga,
beshak ALLAH (Azzwajal) ghaleb hekmet vala hai



Happy Moments - PRAISE ALLAH 
Difficult Moments- SEEK ALLAH 
Quiet Moments - WORSHIP ALLAH
Painful Moments - TRUST ALLAH 
Moment By Moment - THANK ALLAH

Hazrat Abu Darda (R.A) se riwayat he k Nabi Kareem
(S-A-W-W) ne irshad farmaya: Jo shaks (Soney K Liye) apne bistar per aaye aur uski neyat ye ho k raat ko uth kar tahjud parhunga,
Phir neend ka aisa ghalba ho jaaye k subha hi aankh khule to uske liye tahjud ka sawab likh diya jata he, Aur uska sona us ke Rab ki taraf se us ke liye atiya hoi hota he.
Bikhre moti (625)
Allah Pak hum sub ko bhe Allah ke hukam, Nabi ke tareko pe zingadi guzarne wala bana de.



DIL SE ROTE HAI LOG MUHABAT ME JAL JANE KE BAD SARFARAZ


FATEH HO JATE ZINDAGI AGAR ITNE ANSOO IBADAD ME BAHADETE.



NAQSH E QADAM HUZOOR KE JANNAT KE RASTE 

ALLAH SE MILATE HAI SUNNAT KE RASTE.

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...