Thursday, 8 March 2012

BUKHARI



Zainab rz:"Kiya Hamare Andar Nek
Log Hote huwe Bhi
Ham Log Halak honge?
Huzur saw:"Han Jab Buraei Aam
ho Jayegi". BUKHARI

BUKHARI



Huzur saw ne farmaya:"Tum
Dunya me aise Raho Goya
k Tum Ajnabi ya Musafir ho".
(Jaise Koi Pardesi Ya Musafir
Shakhs rehta hai)".
BUKHARI

TIRMIZI



"Jo hamare Chotaun par Raham na kare , Badaun ki
Izzat na kare, Neki ka hukum, Aur Burayi se na
roke, Wo ham me se nahi hai. TIRMIZI

TIRMIZI



Huzur s.a.w. ne farmaya:
"Tum Hram se Bacho Tum Bade Ibadat krne wale Ban jawo ge,
Allah ne Jo kuch diya hai Us par Razi raho Tum sab se Bade Maldar Ban jawoge". TIRMIZI


MUSLIM



Huzur s.a.w. ne farmaya:
"Koi Us Waqt tak Momin Nahi Ho sakta, Jab Tak k Main Uske Nazdik Uske Walid Uske Bete Aur Tamam Logaun se Ziyada Mahboob Na Ban jawun.
MUSLIM

Abu-Dawud



"There is an hour on Friday in which Allah will grant anything a believer asks, if he is in formal prayer during it." Abu-Dawud

[Bukhari Volume 2, Hadith 498]



The Prophet Muhammad (peace be upon him) said:
"Save yourself from hellfire by giving even half a date-fruit in charity."
[Bukhari Volume 2, Hadith 498]

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...