Thursday, 8 March 2012

Bukhari Vol. 1 : No. 12



Narrated Anas (Radi-Allahu 'anhu):

The Prophet (Sallallahu 'Alaihi Wa Sallam) said, "None of you will have
faith till he wishes for his (Muslim) brother what he likes for himself."

Bukhari Vol. 1 : No. 12

MUSLM



Huzur saw ne farmaya:
"Momin Mard ki Ye Shaan nahi k
Wo Apni Momin Biwi
se Nafrat kre,Agr Iski 1 Aadat
Psand nahi hai,To
Dusri koi Aadat Psand bhi To
Hogi" MUSLM

TABRANI



Huzur saw ne farmaya:
"Neki krna Buri Mot se Bachata hai,
Chup kar Sadqa krna Allah k Gusse ko Thanda krta
hai, Aur Sila Rahmi krna Umar Badhata hai".
TABRANI

MUSLM



Huzur saw ne farmaya:
"Momin Mard ki Ye Shaan nahi k
Wo Apni Momin Biwi
se Nafrat kre,Agr Iski 1 Aadat
Psand nahi hai,To
Dusri koi Aadat Psand bhi To
Hogi" MUSLM

TABRANI



Huzur saw ne farmaya:
"Neki krna Buri Mot se Bachata hai,
Chup kar Sadqa krna Allah k Gusse ko Thanda krta
hai, Aur Sila Rahmi krna Umar Badhata hai".
TABRANI

BUKHARI



Zainab rz:"Kiya Hamare Andar Nek
Log Hote huwe Bhi
Ham Log Halak honge?
Huzur saw:"Han Jab Buraei Aam
ho Jayegi". BUKHARI

BUKHARI



Huzur saw ne farmaya:"Tum
Dunya me aise Raho Goya
k Tum Ajnabi ya Musafir ho".
(Jaise Koi Pardesi Ya Musafir
Shakhs rehta hai)".
BUKHARI

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...