Sunday 1 July 2012

shab-e-barat sms


*************
‘Assalam Alaikum’
I request to remember me in your especial prayers.
/’\     ( *         _.-’-._     _.-’-._      ||
||||______(_____)(_____)  |  |
SHAB-E-BARAAT 
MUBARAK

shab-e-barat sms


*************
One Should Also Perform Dhikr
(Recitation Of The Name Of Allah) In This Night.
Particularly The Following Dhikr Is Very Useful
One Should Recite Salah (Durood) On Prophet Muhammad,
Sall-Allahu Alayhi Wa Sallam,
As Many Times As He Can.
The Dhikr Can Also Be Recited While Walking,
Lying On Bed And During Other Hours Of Work Or Leisure.

shab-e-barat sms

Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
Aapko {SABE BARAT} MUBARAK direct dil se!
Aapki Dua Ka Talib?.
!Sam!

shab-e-barat sms

* *Shab-e-Barat* **mubarik ho**
Aey ALLAH aj me tujse sb k lye mangta hon, ”
Kamil Iman”
“Sacha Yaqin
“Kushada Rizq
Ajizi
or Pyar krne wala Dil
Tera Zikr krne wali Zuban
Halal or Pak Rozi
“Sache Dil se mot se phly ki Tauba
“Mot k waqt Kalma or Asani
“Marne k bad Maghfirat.
Hisab k waqt Mafi
Aur tamam umat e muslima ke BAKHSHISH
Aameen

shab-e-barat sms


Ae Malik.e.Arz O Samawat?

Ae Malik.e.Arz O Samawat?
Ae khaliq kainat humen hamesha mahfooz farma?
Beroz Gari Se,
Tangdasti Se,
Azmaesh Se,
Riziq Ki Kami Se,
Ruswai Se,
Qaraz Se,
Maraz Se,
Jahanum Se,
Hisaab Kitaab Se,
Walden Ki Na Farmani Se,
Deen Ki Doori Se,
Amanat Me Khianat Se,
Or Bai Emani Ki Maut Se.!
? AAMEEN ?
?SHAB-E-BARAT? Mubarak ho apko or apki family ko.

shab-e-barat sms


B4 my books are sealed tonight,
i would like 2 ask u 2 please forgive me 4 anything i may have done 2 hurt you.
Intentionally or by mistake!
Shab-3-barat Mubarak ho,
Keep praying for me

shab-e-barat sms

Shab-e-Baraat Khari Hai
Intihai Nazuk Raat Hai
Allah Ki Bargah Me Logon K Amal Pesh Hote Hen
Aj Tak Meri Janib Se Jane Anjane
Me Apka Koi Haq Talaf Hogaya Ho
Koi Bat Buri Lagi Ho to Me Apse
Muafi Mangta Hun
Khudara Mujhe Is Bari Raat Se Pehle Pehle Muaf Karden
JazakAllah..

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...