Hazrat Nooh (A.S) Ka Zikr Quran Mein 43 Baar Aya
Hazrat Nooh (A.S) Ko 40 Saal ki Umar Mein Nabowat Mily
Hazrat Nooh (A.S) Ne 1050 Saal Umar Paye
Hazrat Nooh (A.S) Ne Apni Qaum Per 950 Saal Tabligh Ki
Hazrat Nooh (A.S) Ki Bewi Ka Naam Wayla Tha
Hazrat Nooh (A.S) Ko Abu Al Bashr Sani Bhi Kaha Jata Tha
Hazrat Nooh (A.S) Pehle Rasool Hain
Hazrat Nooh (A.S) Ke Zamanay Mein Sharab Ijad Howe
Hazrat Nooh (A.S) Ki Kashti Jodi Pahad Per Theri
Jodi Pahad Ki Unchaye 40 Gaz Thi
Hazrat Nooh (A.S) Ki Kashti Meini 80 Admi Sawar The
Tufaan Ke Baad Hazrat Nooh (A.S) 60 Saal Tak Zinda Rahy
Hazrat Nooh (A.S) Ki Qabr Masjid Haram Mein Hai
Tufaan-E-Nooh 40 Din Tak Majood Raha
Hazrat Nooh (A.S) Ne Khasti Se Nikalnay Ke Baad Aas Ka Darakht Lagaya
Hazrat Nooh (A.S) Ka Beta Kanyan App Per Eman Nahi Laya
Hazrat Nooh (A.S) Ke 4 Betay The
2 comments:
very nice info thank you sir
thnx nd gud
Post a Comment