Monday 20 February 2012

HAZRAT ABU BAKR SIDEEQ AUR UN KA BETA

Jang Ke Baad Jab Abdur Rehman Ibn Abu Bakar Sid'deeq(رضى الله عنهم ) Musalman Ho Gaye To Aik Martaba Wo Apny Walid(Hazrat Abu Bakar Sid'deeqرضى الله عنه) Se Mukhatib Huy,

"Walid-e-Muhtaram Jang-e-Badar Ke Moqa Par Larai Ke Doran App Achanak Meri Talwar Ki Zad Mein Aa Gye Thay, Lakin Walid Samjh Kar App Par Hamla Nahi Kiya,

Hazrat Abu Bakar Sid'deeq(رضى الله عنه) Bole, Beta Tum Apny Kufar Mein Kachay Niklay, Ager Tum Meri Talwar Ki Zad Mein Hote To Main Tum Ko Kabi Na Chorta..

Kitab, SHAN-E-MUHAMMADصلى الله عليه وآله وسلم


No comments:

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...