Thursday 23 June 2011

Dua


Ay Mere ALLAH Tu Raheem Hai Rehman Hai Ya ALLAH Hum Sab Gunaygar hai Khatakar Hain Lakin Hain Tu Tere Banday Na Hum Apne Ghum/Dukh Tere Siwa Kisko Sunaye Kisko Kahein Ke Humhay Dukoon Se Nijat Dila Humhe Naik Rastay Per Chala YA ALLAH Humhare GunnaH Tere Rehmaton Se Toh Zayada Nahi Hain Yaa ALLAH Apne Rehmatoon Ke Khazanay Hum Per Khol Deh Ya ALLAH Hum Sab Ajj Tere Rehmat ke Muntazir Hain Ya ALLAH Rasool sallahu alaihi wasallam Ke Ummati Honay Ke Sadqay Hum per Per Reham Ker YA ALLAH Mere Sab Behnoon JInke Ristoon mein Muskalat Ayeein Howe Hain Sab Ke Rishtay Kerwa Ya ALLAH Un Maa Baap Per Reham Ker Jinki Betiyoun Ka Rishta Nahi HOta Aur Woh Bacharay Din Raat Rotay hain YA ALLAH Humhare Mulk-e-Pakistan Per Reham Farma Ya ALLAH Mulk-e-Pakistan Ko Gair Mulkon ki CHaloon Se Mehfooz Ker YA ALLAH Pakistan ke Loogon ko Naik Hadayat deh Ya ALLAH HUm Sab ko 5 Waqt Ka Namazi Bana Ya ALLAH Hum Sab Ki Naik Hajat Ko Pura Farma Ya ALLAH Humhare Duayoon Ko Qabool - o - Manzoor Farma

Ameen Sum Ameen

(BuggA_SheR)


al nabi salu aley


Q. Quran Ki Pehli Surah Kis Cheez Par Likhi Gayi?
A. Khajoor K Patton Par.

Q. Quran Main Kis Sahabi Ka Zikr Aya Hai?
A. Hazrat Zaid Bin Haris(R.A).

Q. Quran Main Sab Se Kam Hurf Konsa Hai?
A. Zoain.

Q. Kalma Tayyaba Main Kitne Nuqtey Hain?
A. Koi Nuqta Nahi Hai.

Q. Quran Main Lafz Allah Kitni Bar Aya Hai?
A. 6701 Baar.

Q. Konsi 2 Soorten Aik Sath Nazil Hoi?
A. Surah Falaq Surah Naas.

Q. Quran K Pehle Kaatib Kon Thy?
A. Hazrat Khalid Bin Saeed. 
ALLAH Always Likes to Know Again n Again
What You Want
Its Not That He Forgets Your Needs
But
He Loves To Feel d Sweetness 0f Your Prayer

Have A Blessed Friday 
You Think You Are STRONG ?


Try To Lifting Up Your Blanket At The Time Of FAJAR. 
Gunah Ko Phelany Ka Zariya Kabhi Mat Bano

Q K Ho Sakta Ha Tum To Toba Kar Lo

Per Jis Ko Tum Ny Gunah Pey Lgaya

Wo Tmhari Akhirat Ki Tabahi Ka Sabab Ban Jaye . . .*) 

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...