Thursday, 23 June 2011

Q. Quran Ki Pehli Surah Kis Cheez Par Likhi Gayi?
A. Khajoor K Patton Par.

Q. Quran Main Kis Sahabi Ka Zikr Aya Hai?
A. Hazrat Zaid Bin Haris(R.A).

Q. Quran Main Sab Se Kam Hurf Konsa Hai?
A. Zoain.

Q. Kalma Tayyaba Main Kitne Nuqtey Hain?
A. Koi Nuqta Nahi Hai.

Q. Quran Main Lafz Allah Kitni Bar Aya Hai?
A. 6701 Baar.

Q. Konsi 2 Soorten Aik Sath Nazil Hoi?
A. Surah Falaq Surah Naas.

Q. Quran K Pehle Kaatib Kon Thy?
A. Hazrat Khalid Bin Saeed. 

No comments:

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...