Thursday, 1 March 2012

Islamic Sms

✓-The first to apologize is the bravest.
✓-The first to forgive is the strongest.
✓-And the first to forget is the happiest.

Share this to encourage others to apologize, forgive & forget for the sake of Allah!


Islamic Sms

She works 24 hours a day,
She's an Alarm Clock,
A cook ,
A Maid ,
A teacher ,
A Nanny ,
A Nurse ,
A Driver ,
A Handyman ,
A Security Officer ,
A Photographer ,
A Counselor ,
A Comforter ,
She doesn't get holidays , Sick pay or days off ,
She works through the day and Night
And gets paid in hugs and kisses ♥
I love you Mom ♥


INDIAN FILMS

BEST COLLECTION OF ISLAMIC GENERAL POSTS


دوستو یہاں بھارتی ذرائع ابلاغ اسلام اور اس کی علامات و تعلیمات کو مسخ کرنے میں مصروف ہیں تو وہیں وہ اپنے ہندو مذہب سے عقیدت اور اس کی دعوت و پرچار، اپنی مذہبی تقریبات اور ہندو معاشرے میں رائج روایات کی پاسداری اور اس کی ترویج جاری رکھے ہوئے ہیں ۔ان تمام حالات میں ہم سب کا فرض بنتا ہے کہ ہم سب بھارت کے اس اسلام مخالف اور پاکستان مخالف پرپیگنڈے کا جواب دیں نہ کہ خود ان ہی کے رنگ میں رنگ جائیں تاکہ ہ

HADEES

BEST COLLECTION OF HADEES

عجیب دور سے گزر رہے ہیں ہم

BEST COLLECTION OF ISLAMIC GENERAL POSTS
دعویٰ تو کرتے ہیں ایک اچھا مسلمان ہونے کا ، اسلام پر عمل کرنے کا اور صابر ہونے کا لیکن اگر کسی کی کہی ہوئی بات جو ہمیں پسند نہ آئے
ہم فورن اسے دل آزاری کا نام دے دیتے ہیں
اور دوسروں پر منافقت کا اور گنہگار ہونے کا ٹھپہ لگا دیتے ہیں
اور اس سارے عمل کے دوران ہم اپنے کئے ہوئے اعمال بھول جاتے ہیں
کہ کب ہم نے کسی کا دل دکھایا
کب کسی پر ہنسے یا طنز کیا
یاد رہتی ہے تو دوسروں کی زیادتی جو کہ ہو سکتا ہے ہمارے ہی کسی عمل کے جواب میں کی گئی ہو لیکن ہم آنکھیں بند کر کے اپنے کو مظلوم سمجھ کر خود پر ترس کھاتے رہتے ہیں
یہ بات غلط ہے !
ہونا تو یہ چاہئے کے اپنی یا کسی کی کی ہوئی بات کو تولا جائے
اگر دوسرے انسان کی غلطی ہو تو اسکو بتا دیں کہ وہ کہاں غلط ہے
معافی کی توقع ضرور رکھیں لیکن تقاضا نہ کریں
بہتر تو یہ ہے کہ معاف کر دیا جائے
اور اگر آپ کا کوئی قصور ہے تو بلا جھجھک معافی مانگ لیں
معافی مانگنے سے انسان چھوٹا نہیں ہو جاتا !

یہ بھی یاد رکھیں کہ معاف کر نے والے انسان کو الله بھی بہت پسند کرتا ہے :)

روز رات کو سونے سے پہلے الله رب العزت سے اپنے گناہوں کی
معافی مانگ کر اور سب کو معاف کر کے سویا کرو !

اللھم انک عفو تحب العفو فاعف عنا!

"اے اللہ تو معاف کرنے والا ہے معافی کو پسند کرتا ہے پس ہمیں معاف فرما"
آمین یارب العالمین۔.

JAWAAN BETI KO KAISA HONA CHAHIYE ?

BEST COLLECTION OF ISLAMIC GENERAL POSTS

" Bete (sons) Naimat Hein Aur Betiyaan (daughters) Rehmat Hein."

Mera mozu Betiyaan Rehmat Hein Aur Inn Ko Kaisa Hona Chahiye?

Yani aik larki
jab BAAP k ghar aati hey to Hadees mein hey k rehmat ban kar aati hey,,,,,
jab SHOHAR k ghar jati hey to nisf emaan ki muhafiz ban kar jati hey aur
jab MAA banti hey to apne bachun ki khidmat ki zamin hey

Yani Aurat ki zindagi teen adwaar par muheet hey.

1) Beti Hey
2) Biwi Hey
3) Maa Hey


BETI k roop mein tarbiyat pati hey...
BIWI k roop mein iss tarbiyat ka asar zahir karti hey aur
MAA k roop mein tarbiyat karti hey ya yun kahun k AURAT seekhti hey,,,
Seekhe hue par amal karti hey aur phir uss seekhe hue ko amanat samajh kar aage naslun mein muntaqil kar daiti hey...


Jab larki sharai lihaaz se baloghat ki umar yani 9 saal tak pohanch jati hey to uss ki zimadariyun ka zamana shuru ho jata hey, uss par sharai zimadariyaan aaid ho jati hein goya k aik naye marhale ka aaghaaz hota hey aur uss umar k baad insaani fikar bachpane se nilak kar aik nai rah ki mutlashi hoti hey aur iss moqa par bhatakne k bohat ziyada mowaqe hote hein.

Humare mashare mein bohat see ra'naiyaan aisi hein k bazahir insaan unn k farefta ho jata hey MAGAR ye ra'naiyaan andar hi andar insaan k liye zehar e qatil sabit hoti hein...
Uss ki waziya misaal CABEL waghaira hey jo k jawaan nasal ki tabahee ka baais ban rahe hein..


Lekin jis larki ki tarbiyat Islami taleemaat ke mutabiq hui ho gi wo kabhi gumrah nahi ho gi!


AURAT par poori nasal ki zimmaydari hoti hai, iss zimadaari ko yun pura karne k liye uss khud tarbiyat yaafta hona chahiye,,

Pehle marhale mein ye achi tarbiyat ki mohtaaj hey
aur phir dusre marhale mein yani san balogh k baad uss ki zimadariyun ka silsila bharta chala jata hey... uss ki zimadaariyan teen qisam ki hein

1) Islami Zimadaariyan
2) Masharti Aur Khandani Zimadaariyan
3) Islaam Ke Ahkamaat Par Amal Karna jin ka asbaat Quraan o Ahadees se hota hey aur masharti o khandani zimadaariyun k baare mein bhi Ahadees aur riwayaat mein bataya gaya hey... mashare mein jawaan nasal ki ye zimadaari hey k woh ahsaas e zimadaari rakhti ho,,,khud ba amal ho,,islami ahkamaat ki pairo kaar ho,,,nafsani khawahishaat ki shikast daine waali ho,,,inn tamam amur ko ahsan tareeqe se anjaam daine k liye jawaani mein tarbiyat ki zarurat hoti hey.

Khulasa ye k hamein chahiye k ham Janab e Bibi Syeda Fatima Zahra (R.A) aur Janab e Bibi Syeda Zainab (R.A) ko apna ideal banayein aur Unn ki zindagi k baare mein jaan kar Unn k naqsh e qadam par chalen takay aakhirat mein surkhru ho sakein... Ameen Sum e Ameenn

Masjid Bandaraya, Likas, Sabah, Malaysia.

BEST COLLECTION OF ISLAMIC WALLPAPERS

Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...