Monday, 20 February 2012

♥ MOUT ♥



Har 1 ko mout ka maza chakhna hai (Al-Quran.Sura-al-imran#185)

Mout Aik Din Humain Bhi Nahi Chorey Gi,

Us Ke Baad Log Ayenge Hamari NAMAZ-E-JANAZA
Hogi,

Or Phir Humain "DAFAN" Kar Ke Sub Log Wapis
Chaley Jayenge,

Ab Qayamat Tak Ke Liye Hum Honge Or QABAR

Qabar Ki Roshni NAMAZ main ha
Lihaza Namaz Ki Pabandi Karo Or Namaz Ko
Pabandi Ke Sath Parho.

Islamic Sms

''S A B R''
Ek Aisi Sawari Hay,
Jo Apnay 'S a w a a r' Ko
Kabhi Girnay Nahin Deti.
Na Kisi K Qadmon Pay!
Na Kisi Ki Nazron Say!......




Islamic Sms

It's easy to look at people and make quick judgments about their present and their past, but you'd be amazed at the pain and tears a single smile hides...
Never judge, learn to respect and acknowledge the feelings of others.!




""Subhan Allah wa behamdehe - Subhan Allah Alazeem""

My brother ! My sister ! Be smart ! dont waste your breath , while using facebook/internet , keep saying : ""Subhan Allah wa behamdehe - Subhan Allah Alazeem"" (the letter Z here must be pronounced like ""the"")

سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ

Because Abu Hurairah (May Allah be pleased with him) reported:
The Messenger of Allah Sall-Allahu alayhi wa sallam said,

"There are two statements
that are light for the tongue to remember,
heavy in the Scales
and are dear to the Merciful:
""Subhan Allah wa behamdehe - Subhan Allah Alazeem""

[Glory be to Allah and His is the praise,
(and)
(Glorified is Allah, the Great)]'.''

[Al-Bukhari and Muslim].


Islamic Sms

Ilm Ke Beghair Insan Aisa Hai Jaisy Aik Phool Jis Mein Na Rang Aur Na Khushboo...

شيخ سعدى رحمة الله عليه


HAZRAT ABU BAKR SIDEEQ AUR UN KA BETA

Jang Ke Baad Jab Abdur Rehman Ibn Abu Bakar Sid'deeq(رضى الله عنهم ) Musalman Ho Gaye To Aik Martaba Wo Apny Walid(Hazrat Abu Bakar Sid'deeqرضى الله عنه) Se Mukhatib Huy,

"Walid-e-Muhtaram Jang-e-Badar Ke Moqa Par Larai Ke Doran App Achanak Meri Talwar Ki Zad Mein Aa Gye Thay, Lakin Walid Samjh Kar App Par Hamla Nahi Kiya,

Hazrat Abu Bakar Sid'deeq(رضى الله عنه) Bole, Beta Tum Apny Kufar Mein Kachay Niklay, Ager Tum Meri Talwar Ki Zad Mein Hote To Main Tum Ko Kabi Na Chorta..

Kitab, SHAN-E-MUHAMMADصلى الله عليه وآله وسلم


Sunan Abu Dawood, Jild 4 , Page 354 , Hadees : 4882

RASOOL-E-KAREEM صلى الله عليه وآله وسلم Ne Farmaya,

Aik Musalman Ki Sab Cheezian Dosry Musalman Par Haram Hain, Us Ka Mall, Us Ki Ez'zat Aur Us Ka Khoon,
Aik Aadmi Ko Burai Ke Liye Itna Kafi Hai Keh Wo Apny Musalman Bahi Ko Haqeer (kamtar) Jany ..

Sunan Abu Dawood, Jild 4 , Page 354 , Hadees : 4882




Pakistani Awam Ki Mushkilat

 Ajjkal Pakistani Awam ko Kayi Mushkilat Darpaesh Hain Jismein Awal Number Per Mere Mutabiq Mehngai Hai Aur Dusre Number Per Laqanooniat. Go...